First Indian Licensed Pilot

JRD Tata 15 sal ke the jab unhone French ke ek Plane mein joyride liya. Vahi unhone yah Tay Kiya ki vah ek pilot banenge. 1932 mein unhone India ki aviation industry ka Bida uthaya jab unhone Karachi se Bombay ke liye inaugural udaana bhari....
yah 20 vi Sadi ke pahle dasak ki baat thi. do Jawan ladke jo ki ek dost the Apne summer vocation ko northern France ke Boulonge ke pass ek beach resort Hardwlot me bitaii. Unme se ek 1909 me English channel ke liye udan bharane wale pahle vyakti ka beta tha aur dusra Indian industrialist RD Tata ka.
15 sal ki umra mein plane mein joyride karne ke bad Jahangir ne pilot banne aur civil aviation mein possible career banane ki soch Rakhi thi. Jehangir ratanji dadabhai Tata Jo jrd ke naam se bhi jane jate the ek Indian aviator or Tata group ke chairman the.
29 July 1984 ko France ke Paris mein janme JRD Tata Parsi Parivar se belong karte The. Jrd Tata ki mummy India ki pahli aisi mahila thi jinhone ne Car drive ki aur jo Car drive karna janti thi aur jrd Tata India ke pahle aise vyakti Bane jinhone India mein pilot licence hasil kiya tha. 1929 mein yah India ke pahle licensed pilot bane.
1932 mein jrd Tata ne India ki pahli commercial airline Tata airlines ki shuruaat ki jo bad mein aur 1946 mein nationalization ke Karan air India aur air India international mein tabdil ho gai.
bhale hi aaj air India loss mein hai lekin jrd Tata net Tata airlines aur air India Cochin to Kanchan mein Koi kasar nahin chhoda tha. 1932 ke commercial flight ke bare mein jiddi Tata Apne ek interview mein kahate Hain ki
1932 kee ek romaanchak subah, ek pus moth aur main bombe ke lie ek udghaatan udaan par, mel ke hamaare pahale keematee bhaar ke saath karaachee se khushee se badh gae. jaise hee ham sau meel prati ghante kee raphtaar se apanee manjil kee or badhe, mainne apane udyam kee saphalata aur isake lie kaam karane vaalon kee suraksha ke lie ek maun praarthana kee. ham un dinon ek chhotee see teem the. hamane saphalataon aur asaphalataon, khushiyon aur siradard ko saajha kiya, jaisa ki hamane ek saath milakar udyam banaaya tha jo baad mein eyar-indiya aur eyar-indiya intaraneshanal mein khilana tha.

1 Comments

Thanks for your feedback.. keep reading on NewKidaa Blog

  1. MashMirror is a place to find the latest lists of apps, software, and online tools. You can find the best lists of many technology-related services on this blog. Mashimirror has alternatives to lists for many different apps and online tools. Reviews on this website are based on true opinion and to the point. MashMirror provides information on the latest techs including AI technology and tools, cryptocurrency, blockchain technology, and more. It also provides pricing information of software, apps, tools, subscriptions, services. The easy-to-understand and information-based approach of the tech blog makes it one of the best in its class.

    ReplyDelete

Post a Comment

Thanks for your feedback.. keep reading on NewKidaa Blog

Previous Post Next Post